Hath agar khubsurat ho to unki baat hi alag hai jada tar log apne chehre ko saaf suthra, rakhte hai or hath pair par dhiya nhi dete jisse unke hath unke chehre se bilkul bhi nhi milte hum apko yaha pe kuch aisi gharelu tips batayenge jinke jariye aap apne hatho ko khubsurat bana sakte hai
1) raat ko sone se pehle dhoodh ki malae me thodha sa neembu ka, ras or glycerin ki kuch boonde milakar hatho par lagaye
2) gram pani sode or sabun dwara huye dusparbhav se bachne ke liye sirka or neembu ke ras, apas me milakar rakhe or is jal se hath dhoye
3) thodi si glycerin me gulabjal ya kheere ka ras milakar rue ki sahayata se hatho par ragadne se twacha saaf ho jati hai
4) raat ko sone se pehle hatho wa ungliyeo par badaam rogan se malish karna chaiye isse twacha akarshak hoti hai
5) Hath khurdure ho to hatho par neembu ka ras or ik chammach chini dal kar hatheliya paraspar ragadiye jab tak chini ghul na jaye chini ke isthan par sehad bhi istimaal kiya ja sakta bad me gungune jal se hath dhul le
6) garam uble huye aluu chilkar masal le ungliyeo par iska pest lagane se twacha par nikhar ata hai

No comments:
Post a Comment